Meri Kismat
Ek pal yaadgar tha, Jab mai aasmano me tha, Sab kuch hote huye bhi sochta tha, Kismat badalta dekhta tha.. Lamhe essa aaya tha, Jaise me pahadon mai tha, Kabhi soch mai duba tha, To kabhi un yadon me tha. Sab kuch hote hue bhi sochta tha, Kismat badalta dekhta tha.. Ek tufan aaya tha, Wo ghar ko ujad chala tha, To phir mehnat hua tha, Ab makan phir khada tha.. Sab kuch hote huye bhi sochta tha, Kismat badalta dekhta tha...... Abdul Ahad